Weather (state,county)

Insani Badan ki Nazafat o Pakeezgi ka Nabwi Usool✦....✔ Insani Badan ki Nazafat o Pakeezgi ka Nabwi Usool ✔....✦

It was narrated that Anas bin Malik RadiyAllahu Anhu said: "A time limit was set for us, by the Messenger of Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam), regarding trimming the mustache, clipping the nails and plucking the pubes; we were not to leave that for more than forty days," on one occasion he said: "Forty nights."

[Sunan An-Nasa’i :: Vol. 1 :: Book 1 :: Hadith 14]

Urdu Translation: Hazrat Anas bin Malik RadiyAllahu Anhu se Riwayat hai ke RasoolAllah Salallahu Alaihi Wasallam ne:

► Munchen Tarashne
► Nakhun Kaatne
► Zaire Naaf balon ki Safayi aur
► Baghal ke baal Saaf karne mein

(Aakhri) had ye Muqarrar farmayi ke ham Chalees (40) din se zyadah unhe na choren. (Yani safayi suthrayi ka hamesha Ma’mul rakhen, Agar kisi Majburi se takheer hojaye to Intehayi Muddat 40 din hai).

[Urdu Ref :: Sunan An-Nasa’i :: Vol.1 :: Hadith 14]
Powered by Blogger.