✦.............♥ Aik khoobsurat
Aai'tebaar ♥.............✦
••► Agar Allah Tala
tumhari Duayen poori kar raha hai to wo Tumhara yaqeen badha raha hai, Agar
Duayen poori karne main dair kar raha hai to tumhara sabr badha raha hai, Agar
Tumhari Duaon ka jawab nahi de raha to Tumhain aazma raha hai, Is liye hamesha
dua mangte raho kyun k.....
♥ Dua dastak ki tarah hai aur Baar Baar dastak se Darwaza khul hi jata
Hai ♥
Aik khoobsurat Aai'tebaar
Reviewed by
akbar khan
on
February 19, 2015
Rating:
5