Hamari Zaban se Nikle hue Alfaz hamari shaksiyat ki Akasi karte hain Aur yahi Alfaz hamain...

●◗► Hamari Zaban se Nikle hue Alfaz hamari shaksiyat ki Akasi karte hain Aur yahi Alfaz hamain zameen se Bulandiyon par aur Bulandiyon se zameen ki Pastiyon main gira dete Hain...!!
◈ "Is
liye hamesha soch samajh kar bola karo aur Agar khayalat ki Aamdani km ho to
Lafzon ki Fuzool kharchi se bacho, Jahan Apni Baat ki Qadar na ho waha Chup
rehna Behtar hai".
✦ REVIVE A SUNNAH ⇨ "THINK FIRST BEFORE SAYING" ✦
Narrated Abu Huraira (Radi Allahu Anhu): That
he heard Allah's Apostle (Sallallahu Alaihi Wasallam) saying, "A slave of
Allah may utter a word without thinking whether it is right or wrong, he may
slip down in the Fire as far away a distance equal to that between the east."
[Sahih Bukhari :: Vol. 8 :: Book 76 :: Hadith
484]
Urdu Translation: Hazrat Abu Huraira Radi
Allahu Anhu se Riwayat hai k RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya
Bandah Aik baat Zuban se Nikalta hai aur us k Muta’lliq sochta nahi (Kitni kufr
aur be Adbi ki baat hai) Jis ki wajah se wo Dozakh k gadhe mein itni door gir
pdta hai Jitna Magrib se Mashriq door hai.
[Urdu Ref :: Sahih al-Bukhari :: Hadith 6477]