✦ Jo koi
Shab-e-Qadr mein Imaan ke saath aur sawab ki Niyyat se Ibadat ke liye khada ho
to uske Tamam pichley Gunaah Baksh diye Jayenge ✦
Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam
said, Whoever established prayers on the night of Qadr out of sincere faith and
hoping for a reward from Allah, then all his previous sins will be forgiven and
whoever fasts in the month of Ramadan out of sincere faith, and hoping for a
reward from Allah, then all his previous sins will be forgiven.
[Sahih Bukhari :: Vol. 3 :: Book 31 :: Hadith 125]
Urdu Translation: Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se
rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo koi Shab e
Qadr mein Imaan ke saath aur sawab ki niyyat se Ibadat ke liye khada ho to
uskey tamam pichley gunaah baksh diye jayengey aur jisney Ramadan mein Imaan
aur sawab ki niyat ke saath rozey rakhey uskey pichley tamam gunaah muaaf
kardiye jayengey.
[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Vol.3 :: Hadith 1901]
Jo koi Shab-e-Qadr mein Imaan ke saath aur sawab ki...
Reviewed by
akbar khan
on
February 17, 2015
Rating:
5