Mujhe koi Afsos nahi hai k main Gareeb hun,

Sharm
ki Baat ye hai k Aap badkirdar hon, Aap logon ko takleef pohchate hon, Aap ko
kisi ki Izzat karna na aata ho, Qaabile Sharm ye hain, Gurbat koi Qaabile sharm
cheez Nahi hai ♥ Talwar se Jang to Jeeti
ja Sakti hai Lekin Dil Nahi Jeete Jate, Dil to sirf kirdaar se Jeete Jate hai ♥
●══════════════════════◄►═════════════════════●
Narrated
Abu Huraira Radi Allahu Anhu: The Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) said, "Faith
(Belief) consists of more than sixty branches (i.e. parts). And Haya (This term
"Haya" covers a large number of concepts which are to be taken
together; amongst them are self respect, modesty, bashfulness, and scruple, etc.)
is a part of faith."
[Sahih
Bukhari :: Volume 1 :: Book 2 :: Number 2]
Urdu
Translation: Hazrat Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se Riwayat hai k RasoolAllah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya Imaan ki 60 se kuch upar shaakhain hain
aur Haya (sharam) bhi Imaan ki Aik shaakh hai.
[Urdu
Ref :: Sahih Bukhari :: Vol. 1 :: Hadith 9]