► PRAY 5 times on time... No matter what, No matter where...! ★ Worship at fixed times hath been enjoined on the believers.[Qur'an
4:103]
◈ Apni dunya mein mast rahte the ham
◈ Maut ki fikr na karte the ham
◈ Gunah ko Gunah na samajhte the ham
◈ Lazzaton k piche bhaagte the ham
◈ Dil chahta tha k padhu Namaz main
◈ Par Masjid tak jism na le jata tha main
◈ Dunya ki rounaq mein magan tha main
◈ Phir aik din achanak andhera chaya
◈ Aankh khuli to khud ko Qabar mein paya
◈ Phir Allah ne pucha k kya lekar aaya..?
◈ Ghar jana chaha lekin ja na paya
◈ Qabar ki tanhai ne bahot daraya
◈ Aawaz di apno ko to koi na aaya
◈ Waqt hai sambhal ja jo gaya wo na aaya!!
◈ Namaz bahot Qeemti hai Pyare Nabi
Sallallahu Alaihi Wasallan ne Samjhaya!!. ♥
PRAY 5 times on time
Reviewed by
akbar khan
on
February 16, 2015
Rating:
5