✦ Shab-e-Qadr ki
Raat Mein ye Dua Karni Chahiye ✦
Narrated Aishah Radi Allahu Anha: “I said: ‘O Messenger of Allah Sallallahu
Alaihi Wasallam, what is your view if I know when the Night of Al-Qadr is, then
what should I say in it?” He Sallallahu Alaihi Wasallam said: ‘Say:
اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ
كَرِيمٌ تُحِبُّ الْعَفْوَ
فَاعْفُ عَنِّي
''Allahumma Innaka Afuwun [Karimun], Tuhibbul-Afwa
Fa’fu Anni''
“O Allah, indeed You are Pardoning, [Generous,] You
love pardon, so pardon me"
[Jami` at-Tirmidhi :: Hadith 3513]
●═══════════════════════◄►══════════════════════●
Urdu Translation: Hazrat Aayesha Radi Allahu Anha
se Riwayat hai k Maine Arz kiya ya RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam Agar
mujhe Maloom hojaye k Shab-e-Qadr konsi raat hai to kya Dua karun? Aap
Sallallahu Alaihi Wasallam ne Farmaya:
اللَّهُمَّ إِنَّكَ عَفُوٌّ كَرِيمٌ تُحِبُّ الْعَفْوَ فَاعْفُ عَنِّي
''Allahumma Innaka Afuwun Karimun, Tuhibbul-Afwa
Fa’fu Anni''
Yani Aye Allah tu Muaaf karne wala hai aur Muaf
karne ko hi Pasand farmata hai ps Mujhe Muaaf farmade.
[Urdu Ref :: Jami` at-Tirmidhi :: Vol. 2 :: Hadith
1438]
Shab-e-Qadr ki Raat Mein ye Dua Karni Chahiye
Reviewed by
akbar khan
on
February 17, 2015
Rating:
5