✦ Zakat-ul-Fitar Ghulam, Aazad, Mard , Aurat Chote aur Bade Tamam
Musalmano par Farz Hai ✦
Narrated Ibn Umar Radi Allahu Anhuma: Allah's Apostle
Sallallahu Alaihi Wasallam enjoined the payment of one Sa' of dates or one Sa'
of barley as Zakat-ul-Fitr on every Muslim slave or free, male or female, young
or old, and he Sallallahu Alaihi Wasallam ordered that it be paid before the
people went out to offer the 'Id prayer. (One Sa' = 3 Kilograms approx.)
[Sahih Bukhari :: Volume 2 :: Book 25 :: Number 579]
Abdullah bin umar Radi Allaho Anhuma se riwayat hai
ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Zakat-ul-Fitra Aik sa khajur ya
Aik Sa Jou (barley) (One Sa' = 3 Kilograms approx) farz qarar di hai jo Ghulam,
Aazad, Mard, Aurat chote aur bade tamam musalmano par farz hai aur Aap
Sallallahu Alaihi Wasallam ne ye hukm diya hai ki Namaz (Eid) ke liye Jane se
pahle ye Sadaqah Ada kar diya Jaye.
[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Vol2 :: Hadith 1503]
Zakat-ul-Fitar Ghulam, Aazad, Mard , Aurat Chote aur Bade Tamam Musalmano par Farz Hai
Reviewed by
Lov Aayaan
on
February 17, 2015
Rating:
5