Weather (state,county)

Behtareen Naiki

★ Behtareen Naiki – Pareshan haal ki madad karna hai.
★ Behtareen Sarmaya - Jo Aakhirat k liye tayyar kiya gaya ho.
★ Behtareen Aml – Jis main riyakari na ho.
★ Behtareen Jihad – Nafs ko qabo main rakhna ho.
★ Behtareen dost – Jo Naiki ki taraf dawat de.
★ Behtareen Dawat – Jis main garibo ko Nazar andaz na kiya jaye.
★ Behtareen Insan – Jis k Akhlaq acche ho.
★ Behtareen Zindagi – Qina’at ki Zindagi hai. (Thodi cheez par khush rahna jo Miljaye us par Razi rehna).


Ya Allah Ham sab ko Sirf Nasihat karne wala Nahi Aml karne wala Musalman Banade..

★•.•´¯`•.•★ A A M E E N ★•.•´¯`•.•★
Powered by Blogger.