FITNA-E-WAHABIYA KI HAQEEQAT फितना-ऐ-वहाबी
Wahhabiyat-o-Najdiyat Fitney ki Peshan Goi
Aayiye Deikhate Hein Wahabiyat Ki Paishingoyi Aur Iska Paishawa Mohamad Bin Abdul Wahab Najdi Ka Zahoor.
01) NABI
(Sallallahu Alaihi Wasallam ) k pas ek Gustakh aya jiski Darhi
Ghani,sir munda (takla), Tehband TAKHNO SE (kuch zayada he) UNCHA or
AaNKHO K DRMYAN SAJDAY K NISHAN thy,
APNE
Frmaya k, "sirzameen-e-Najd se Iski Nasal se ek Qaom niklegi k Tum Apni
Namazon Or Rozon ko unki Namazon or Rozon k Aagy Haqir Jano ge,Quran
Tmse Acha Prhen gy Lekin unk Halaq se niche ni Utre ga,Deen se Aese
Nikal Jaenge Jese Teer Kaman se nikal jata hy, ye log nikalte he rahenge
yahan tk K Inka akhri giroh Dajjal K sath nikle ga"
(BukhariJ2,P624TirmiziMusndJ04 P424,)kch smjhy kon hn ye Deo Wahabi?===================
02) Sarkar
(Sallallahu Alaihi Wasallam ) k pas jo Gustakh apni tehband ko takhno
se (kuch zayada he) upar uthae or ghani darhi k sath Sar Mundway hoe
Aaya tha uska nam "Zul khuwaisira " tha or uska talluq Qabila-e- banu
tamim se tha
(Bukhari J1 P501)=================
03)
Imam-e-KABA Allama Ahmad bin Dehlaan Makki (Aalaehir-rahma) Likhte hain
k "Ye Maghror M Bin Abdul Wahab Najdi B Banu Tamim se he tha to aain
mumkin hai k wo Zul'Khuwaisrah tamimi ki Nasl se ho,Jis k bare men
Hadees i hai k Is ki Nasl se aik Qom Nikle gi".(is hadees ki tafseel sms
01 & 02 men guzar chuki hai)
(Ad'darar us SunniyaPg#51)============
04) Hazrat
Ibn-e-Umar radi Allahu anhuma frmaty hn k Rasool-ALLAH (Sallallahu
Alaihi Wasallam ) ne MASHRIQ ki janib Ishara kr k frmaya k is jaga se
shaitan ka seengh niklega"
(BukhariJ1 P522)
Jazira-e-Arab
k mashriq me Najd waqy hy orNajd he k ilaqe Hanfia k ek Maqam Aain'ya
me Muslima kazzab paida hoa Phr 1100 sal bad 1703 me wahan he Muhammad
bin Abdul Wahab Najdi paida hoa (Jisne aaqaid-e-Islam ki dhajjiyan urra
di or wahabiyat ki bunyad rakhi)
kuch samjhy Ye aakhir Ilm-e-Ghaib-e-Mustafa pr e'tiraz & Najd ka nam Riyaz rakhny ki waja kya hy?=========
05) Hadees "Najd me (eman-o-Aaqaid k) ZALZALE or FITNY hongy,or wahan se Shaitan ka SINGH nikle ga".
(Tirmizi, Bab-ul-ManaqibH 3953)
22-Sep-1934
Najad (Jazira-e-Arb k Mashriqi sooby) k aik Saudi Qabily ne Muslmano ki
Khilafat-e-Usmaniya ko tor kr jazira-e-Aarab ki Pak sirzameen pr qabiz
hoe or uska nam Saudi Aarab rkha,aaj B wo aarz-e-muqaddas uni fitna
parwar Najdiyon k tasallut men hai.
Sochny
ki bat ye hai k kya khilafat-e-Usmaniya k afraad ( jo
aold-e-Usman-e-Ghani se thy) wo aarabi na thya ya Sahaba ki nasal se na
thy?
Agar
aesa nai hai aur yaqinan nai haito phir kya un aolad-e-Sahaba ka
qatl-e-aam kr k Haram pr qabzy krne waly muslman hoskty hain??
Zaror sochen===========
06) Huzoor (Sallalaho Alehe wassallam) ne frmaya" Wahan (Najad) se shetan k 2 pairokar niklen gy".
(BukhariJild 01 Pg 141.TirmiziJild 02 Pg 234)
Allama
Ahmad bin Zeni Dehlan Makki aalaehir rahma frmaty hain k "Is se Murad
Musailma Kzzaab aur Muhammad bin Abdul Wahab Najdi hai".
(Ad'darar-us-SunniyaPg 50)=============
07) Aqaa Sallallahu Alaihi Wasallam ne Frmaya,"Inki Alamat Sar Mundwana hy"
(BukhariJ2 P1128)
Imam-e-kaba,Ustad-e-AaLA
Hazrat Allama Ahmad bin Zeni Dehlan Makki (Aalaehir rahma) Isk bare me
Likhte hn k,"Ye Hadis Najdiyon k bare me Sareeh ( Wazeh) hy,Muhammad bin
Abdul Wahab Najdi K Rad k lye to ksi ko koi Kitab likhne ki b Zarurt
nhi,Isk Rad k lye to SARKAR ka ye Frman he kafi hy".
(Ad'darar-us-SunniyaPg42)=============
08)
NABI (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne frmaya,"Mujhe tm pr us shakhs ka
Khauf hy jo Quran parhe ga or us pr Quran ki Ronaq Dekhi jaegi or Usne
Islam ki chadar orh li hogi Phr ALLAH jidhar chahe ga Usko Behka dega,
wo Islam ki chadar se nikal jaega or Apne (muslman) parosi pr Talwar
chalae ga or us pr SHIRK KI TOHMAT LAGAE GA"
Sahabi n pucha 2no mese Mushrik kon hoga?
Frmya SHIRK KI TOHMAT LAGANE WALA"
Tabrani j20 p88=============
09) HADEES "Ye Muslmano ko Qatal krengy aur But'Parston ko chorden gy".
(Bukhari H 6880 berot)"
M.Bin
Abdul wahab Najdi 13ven Sadi ki Ibtida me"NAJAD"se Zahir hoa,Q k Ye
Aqaid-e-Batila o Fasidah rkhta tha Is lye isne AHL-E-SUNNAT WA JAMA'AT
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>
Aap ko koi bhut ki tarah kahe, shaiytwaan ki Tarah kahe aap use salam na kro, wo salam kre jawab na do uske yaha khana na khau, uske sath na betho, mar jaye wo namaze Janaza na padho isliye ki usane aap ko shaitaan ki tarah, bhut ki tarah kaha. Ab dekho in wahabiyo ne, tablighi Najdi jamato devbandiyo ne aap ko nhi aap ke baap dada ko nhi, aap ke Aaqa wa moula, pegambare Islam, mehbube khuda ko likha; AULIYA AMBIYA ME BHUT SHAIYTAAN PARI ME KOI FARAQ NAHI
(Takweetul iman -316)
Ab duniya walo me aap se puhchna chahta hu, jin wahabiyo, Najdi jamatiyo devbandiyo ne aap ke Nabi (sallallahu alaihi wasallam) pegambare islam ko shaiytan orbhut ki tarah kaha he bolo???
Unhe Salam kroge? Unke Salam ka jawab donge? Wo mar jaye unka janaza Namaz padhonge? unke sath Rista kayam rakhoge? Wahabi devbandi ka mulla Ismail
dehalwi likhta he AULIYA AMBIYA OR SHAIYTAN BHUT PARI ME koifaraq nhi MAZALLAH
Ye he Wahabi, devbandi ki kitab kahti h AULIYA AMBIYA OR Shaitan
bhut me Koi faraq nhi. wahabi devbandi ki kitab kahti he inme koi faraq nhi, lekin Quran se puhcho k faraq he ya nhi, to Quran kahta h LA YASTAVI ASH HABUNNARI ASH
HABUJANNAH Jannati wale or jhahannami wale bra bar nhi he bolo AULIYA AMIBIYA JANNATI OR SHAITAN BHUT JHAHANNAMI TO GOYA KHUDA NE BTA DIYA Jannati jhahannami yani Auliya Ambiya, jannati, shaitan bhut jhahannami bra bar
nhi to khuda ki kitab kahti he bra bar nhi wahabi devbandi ki kitab
kahti h bra bar he Ab Duniya walo mene aap ke Samne do kitabe pesh ki he ek
taraf khuda ki kitab h dusari taraf wahabi,devbandi ki kitab he
Faisala aapko karna h wahabiyo ki kitab manoge? ya khuda ki kitab
manoge?
>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>Deoband Firqah kaise bana?
DEHLI
main ek shakhs peda huwa, jis ka naam tha Molvi Ismail, is ne Abdul
Wahab Najdi ki kitaab "Al-Tauheed" ka urdu main khulasa kiya, jis ka
naam rakha "Taqweet-ul-Eemaan", aur is ki Hindustan main Asha'at ki,
Wahabi
inhe Shaheed kehte haain,q k yeh Hazrat isi "Taqweet-ul-Eemaan" ki
badolat Sarhadi Pathano k haathon Qatal huwe, magar mashoor yeh kya k
sikho k haathon marey Gaye ..
Agar
sikhon k haathon Qatal huwe hote, to Amritsar ya Mashriki Punjab k kisi
aur sheher main maaray jaate, q k wahin sikhon ka markaz tha, par yeh
Shakhs sarhad main mara gaya, aur Sarhad Pathanon ka mulk hai, yaani in
ko Pathanon ne Qatal kiya, aur laash b Gayab kardi, is liya in ki Qabar b
nahin hai...
Deobandiyon
ki mashoor kitaab, "Arwah Salsa" k Page 139 par hai k, Syed Ahmed Sahab
ne Pehla JIHAD, yaar Muhammad Khan Hakim Yagistan se kiya.
Is
Jihad main MOLVI ABDUL HAEE Sahab LAkhnavi, MOLVI MUHAMMAD ISMAIL
DEHELVI, Molvi Muhammad Hussain Rampoori, Syed Sahab k Hamraah the..
Achha
Molvi Sahab ka Munshi Heera Laal tha (Hayat-u-Tayba), aur Topchi Raja
Raam tha.. hamesha Hinduon ko inhon ne apne kareeb rakha, aur Musalmanon
se Bugz kiya..
26 December 1961 ka Waaqiya hi dekhlen k.....
Ek
DEOBANDI ABDUL QAADIR Naaami ne pehle to Hazrat Data Ganj Bakhsh Lahori
k Aastanay par Qalmi ISHTIHAARAAT lagae.. aur phair Raat k aakhri Hisse
main Tamaam Aastane per MITTI K TEL(oil) k Bheegay huwe kapre rakh
diye, soye huwe Zaahireen k kapron par b Tel chirak diya, Diya silai
jala aag jalane hi waala tha k PAKDA GAYA, yeh waaqiya raat 3 baje huwa,
agar yeh ek second b aur mauka paa leta to, saara Darbar, saara
Mohalla, aur un tamaaam insaanon ko jala deta, yeh hai in ZAALIMON ki
TAUHEED aur TABLEEGH (kohistan 26 December, 1961, Monday)
Acha yeh jo Ismail Sahab the na, in k Mautqadeen, 2 Giroh(qaum) bane..
Ek to woh jinhon ne Imaamon ki Taqleed ka inqaar kiya (yeh WAHABI) kehlate hain,
dusre
woh jinhon ne dekha k aese to musalmaan hum se Nafrat karenge, Inhon ne
apne aap ko Hanfi Zaahir kiya.. (in ko kehte hain DEOBAND)..
ab aap ko ek maze ki baat batata hun..
Huzoor
(Aleh Salaam) ne kiya farmaya tha, k Wahaan (Nijd) se ek "SHETAANI
GIROH" niklega, "DEO" lafz negative tor pe istamal hota hai,
jese koi bohat "khatarnaak bhoot",
ya koi "Shetaani Taaqat",Ya "SHETAAN',
aur "BAND" ka matlab "Maanne waale","TAABAY DAAR" ya "QOUM" Ya "GIROH"..
baaqi aap khud samajh sakte hain.."DEO" = "SHETAAN"
"BAND = "GIROH".
Deoband = Shetaani Giroh