♥ Ishraq Ki Namaz Haj o Umre ka Sawab ♥
Anas
bin Malik RadiyAllahu Anhu narrated that: The Messenger of Allah said:
"Whoever prays Fajr in congregation, then sits remembering Allah until
the sun has risen, then he prays two Rak'ah, then for him is the reward
like that of a Hajj and Umrah."
[Jami` at-Tirmidhi :: Vol. 2 :: Book 1 :: Hadith 586]
Urdu Translation: Hazrat Anas bin Malik RadiyAllahu Anhu se Riwayat hai ke RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: "Jo shaks Namaze Fajr ba Jama’at ada kare, phir (Apni jaga par) baith kar Suraj tulu hone tak Allah ka Zikr karta rahe, Phir 2 Rakat (ishraq ki) Namaz padhe to use Kaamil Haj o Umre ka Sawab milta hai."
[Urdu Ref :: Jami at-Tirmidhi :: Vol. 1 :: Hadith 566]