2 Line Shayaris..
Chalo maan liya ke nahi aata mujhe apne ISHQ ka izhar karna, par E-SANAM. Jazbaat na samjh sako itni NADAAN to tum bhi nahi..
***********************************************
Mana ki teri nazar me kuch bi ni hun mai.....!
Meri kadar un se jake puch Jinko palat kr ni dekha maine...!!
************************************************
��Bara Meetha Nasha Tha Uski Yaad Mein
Waqt Guzarta Gaya..Aur Hum Aadi Hote Gaye��
**********************************************
Uss ko Maloom hai, k us Bin Hum Toot Jate hai
Phir kyu wo Azmata hai humko, Bichad Bichad kar....!!
************************************************
Mere Sath Chalne Wale Teri Justaju
Ke Sadqe. . . . Bari Sakht Manzilen hain Kahin Thakk Ke Ruk na jana..
♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡♥♡