Weather (state,county)

MERE WAJOOD ME WAFA KI ROSHNI UTAAR DO..


MERE WAJOOD ME WAFA KI ROSHNI UTAAR DO,

FIR ITNA PYAR DO K MUJHE CHAHATO SE MAAR DO,

BAHOT UDAS THI MAI,TO TERE PAS AA GAYI,

KUCH AISA KR K DIL KO CHAIN O QARAR DO,

SUNA H TERI EK NAZAR SAWARTI H ZINDAGI,

JO HO SAKE TO AAJ MERI ZINDAGI SAWAAR DO,
Powered by Blogger.