Woh paas hi na aaye toh izhaar kya karte. khud bane nishana toh shikar kya karte. marne par bhi khuli rahi hamari aankhein. issey zyada kisi ka intezar kya karte..