
Jin per Waeed-e Aayi Hai, jo Bagair Toba k Muaaf Nahi Hote Aur aik Gunah bhi Jahannam me le Jane k liye kafi Hai.
1.Hiqarat se kisi pr hnsna.---------2.Ta’an Karna.---------3.Bure Laqab se Pukarna.-------4.Badgumani
karna.---------5.Kisi ka Aib talash karna.---------6.Kisi ki Gibat
karna.---------7.Bila waje kisi ko bura Bhala khna.---------8.Chogli
khana.---------9.Tohmat Lagana.---------10.Dhoke dena.---------11.Aar
dilana.---------12.Kisi k Nuqsan per Khush hona.---------13.Takabbur
karna.---------14.Faqr Karna.---------15.Zarurat mand k bawajood Khudrat
k Madat na karna.---------16.Kisi k maal ka Nuqsan
karna.---------17.Kisi ki Aabru per Sadma Pohchana.---------18.Choto
per rahem na karna.---------19.Bado ki Izzat na Karna.---------20.Bhuko
aur Nango ki Haisiyat k Mua’fiq madat na karna.---------21.Kisi Dunyawi
ranj se 3 din se zyada bolna Chhordena.---------22.kisi
ki Zameen per Mooursi ka Da’wa karna.---------23.Kisi Jandar ki Tasweer
Banana.---------24.Hatte katte ko Bheek mangna.---------25.Dadhi
Mundwana ya aik musht se km per Katarwana.---------26.Kafiro aur Fasiqo ka Libas Pahenna.---------27.Mardo ko Aourton ka Libas Pahenna.---------28.Aourton ko Mardon ka Libas Pahenna.---------29.Bdkari
karna.---------30.Chori karna.---------31.Daketi
Daalna.---------32.Jhuti Gawahi dena.---------33.Yateem ka maal
khana.---------34.Be khata jaan ko qatal karna.---------35.Maa Baap ki
Nafarmani karna aur un ko Takleef dena.---------36.Jhuti Qasam
khana.---------37.Rishwat Dena.---------38.Rishwat
Lena.---------39.Rishwat k mua’mle me Padhna.---------40.Sharab
Pina.---------41.Juwa khailna.---------42.Zulm karna.---------43.Kisi ki
koi cheez Bagair Ijazat lena.---------44.Sood dena.---------45.Sood
Lena.---------46.Sood likhna.---------47.Sood per Gawah
Banna.---------48.Jhoot Bolna.---------49.Amanat me Khayant
karna.---------50.Wada Khilafi Karna.---------51.Oopher se Pehne huwe
Kapdo se Takhno ko Dhakna.---------52.Bagair uzre Sharaie Jamat Chhord
dena.---------53.Shar’ie parda na karna.---------54.Shar’ie Tariqa se
tarke ko Taqseem na karna bilkusoos Bahno ko miras me se un ka Hissa na
Dena.---------55.Riya kari karna yani dikhawe k liye koi kaam
karna.---------56.Duniya kamane k liye ilm deen Hasil
karna.---------57.Padosi ko Takleef Pohchana.---------58.Qat’a
Rahmi karna Yani Qareebi Rishtedaron se kisi Dunyawi ranjish ki wajeh
se Ta’aluq todna.---------59.Allah k farayez me se kisi Farz ko Chhordna
Masaln Namaz, Roza, Zakat, Haj Farz hone k Bawajood ada na
karna.---------60.Paishab k Chinton se Badan aur Kapde ki Hifazat na
Karna.---------61.Kisi se kina Rakhna yani Bdla lene ka jazba dil me
Rakhna.---------62.Ajab yani apne Aap ko Accha
Samajhna.---------63.Bukhal
yani Shariyat ne Jaha Kharch krne ka Hukm diya hai Waha Kharch na
Karna.---------64.Hirs yani maal jama Karne me Haram aur na Jayez
Tariqon se na Bachna.---------65.kisi jaandar ko Aag me
Jalana.---------66.Maal ko Gunah per Kharch karna.---------67.Mazdoor se
kaam le kr us ki mazduri Na dena ya km dena Ya Dair
karna.---------68.Khud kshi karna.---------69.Jadu tona karna ya
karana.---------70.Shara’an
jo kaam krna zaroori hai ba wajood Khudrat k un ka hukm na karna, Isi
tarah jo kaam Haram hai Ba wajood khudrat k us se na
rokna.---------71.Allah ki Rahmat se Mayus hona.
Allah Tala
Hame Gunaho se Bachne ki Toufeeq Ata Farmaye, Aye Allah hamare
Sagira-o-Kabira Gunah jo Ab tk Jaan Kar Kiye Ya Anjane me Bhool se
Hogaye ho To Aye Allah Hamare Guanho Ko tu Apne Fazl-o-karam se Muaf
Frmaden..Aameen
{ Gunahe Kabira }
Reviewed by
akbar khan
on
October 05, 2015
Rating:
5