✔ Khandani Rishton ka ILM Rakhen ✔
Abu
Hurairah RadiyAllahu Anhu narrated that the Messenger of Allah said:
"Learn enough about your lineage to facilitate keeping your ties of
kinship. For indeed
❶ Keeping the ties of kinship encourages affection among the relatives,
❷ Increases the wealth,
❸ And increases the lifespan."
[Jami` at-Tirmidhi :: Vol. 4 :: Book 1 :: Hadith 1979, 2045]
Urdu Translation: Hazrat Abu Hurairah RadiyAllahu Anhu se Riwayat hai ke Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: "Apne Nasbon (khandani Rishton) ko maloom karo Jin ke janne se tum apne Rishtedaron ke sath Silah Rahmi kar sakon kyun ke Silah Rahmi:
❶ Khandan mein Mohabbat ka zariya hai,
❷ Maal o Doulat mein badhotri ka sabab hai,
❸ Aur Umr mein izafe ka sabab hai."
[Urdu Ref :: Jami At-Tirmidhi :: Vol. 1 :: Hadith 2043]
●◗► Khandani Nasab aur Rishton ka khud bhi ILM rakhiye aur Bacchon ko bhi batayyen taa ke Mustaqbil mein wo bhi Silah Rahmi (Rishtedaro se Naik sulook) kar saken.