●◗►
Zindagi kisi ke liye bhi Aaram ka Naam nahi, har kisi ko apni Zindagi
mein Mushaqqat uthani padti hai par sab Aazmayesh ke bawajood Muskura
kar jina Asal zindagi hai :-) ••► Zindagi ka asal maza isi mein hain ke
Hamesha musibaton ka muqabla karo aur us ke saath saath Muskurate bhi
raho. :-)