♥ Sahibe Iqtedaar ko Nasihat Karne ka Tariqa ♥
Iyaad Ibn Ghunm said, The Messenger of Allah (Sallallahu Alaihi
Wasallam) said: "Whosoever wishes to advise the ruler concerning a
matter, then let him not do it openly. Rather, he should take him by the
hand and take him into seclusion. So if he accepts his advice, then he
has achieved his objective, and if he does not accept from him, then he
has still conveyed that which was a duty upon him."
Urdu Translation: Hazrat Iyaadh bin Ghunm farmate hain ke Nabi Akram Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: "Jo Shaks Sahibe iqtedaar ko Nasihat karna chahe to use chahiye ke Aa’laniya (sab ke samne) Nasihat na kare balke us ka Hath apne Hath mein pakde aur tanhayi mein le jakar Nasihat ki baat us ke samne rakhe, phir Agar wo use qubool karle to bahot Accha aur agar wo Nasihat qubool na kare to Nasihat karne wale ne to apna Farz ada kardiya."
[Musnad Ahmad bin Hambal :: (3/403) Hadith 15369]