Weather (state,county)

Uska rishta na hone ka bayas uska abba tha..

Uska rishta na hone ka bayas uska abba tha,
Sab khairaan the usne aisa abba kahan se labba tha,
Samajh nahi aati bati dhaarein wo kiss se bahkhshaye,
Uski maa to feeder thi, aur suke doodh ka dibba tha,
Us jagah par kafi loki manatein mangne pohanche,
Pichle ware jaha par humne, moya kukad dabba tha.
(Labba;find)(Suke Doodh;Milk Powder)(Moya;Dead)(Kukad;Cock)
Powered by Blogger.